Pages

Monday, 31 October 2011

Al-Quran: Jab Gharon Main Daak

Al-Quran:
Jab Gharon Main Daakhil Hoa Karo
To Apne Gher Walon Ko
Salaam Kaha Karo
Yeh Allah Ki Taraf Se Pajeezah Tohfa Hai
Isi Terha
Ayaat Tumharey Lye Khol Khol Ker Bayaan Fermata Hai
Taake Tum Samajh Se Kaam Lo
(Al-Nur , Ayat 61)

Hadees:
Abdullah Bin Umro Raziallah Anhu Se Rivayat Hai Ke
Aik Aadmi Ne
Rasulullah Sallallahu Alaihi Wasallam Se
Deryaaft Kia
Ke Islam Ki Konsi Khaslut Behtar Hai?
Aap Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Fermaya:
Tum (Mohtajon)
Ko Khana Khilao Aur Jaan Pehchan Waley
Aur Gair Jaan Pehchan Waley Her Ek (Musalman)
Ko Salaam Karo
(Sahih Bukhari)

Hadees-e-Nabvi (S.A.W) Jis Nay

Hadees-e-Nabvi (S.A.W)

Jis Nay Ghussay Ko Rok Lia
ALLAH Is Say Apnay Azaab Ko Rok Leta Hai

Aur

Jo Apni Zuban Ko Qabu Main Rakhta Hai
ALLAH Us K Ayyooobo Ko Chupa Leta Hai

Sura-e-Younas (V# 21)

Noman Bin Bashir Raziallahu An

Noman Bin Bashir Raziallahu Anhu Se Rivayat Hai
K Rasulullah Sallallahu Alaihi Wasallam Ne
Sahaba Karaam (Raziallahu Anhum) Ko Khaberdaar Kertey Hoe Fermaya
Sunlo Badan Main Gosht Ka Ek Tukra Aesa Hai
Jab Woh Durust Ho To Saara Jism Durust Hota Hai
Aur Woh Bigar Jae To Sara Jism Bigar Jata Hai
Yaad Rakho Woh Tukra Insaan Ka Dil Hai

(Sahih Bukhari)

Hadees-e-Qudsi ALLAH Tala Farm

Hadees-e-Qudsi

ALLAH Tala Farmatay Hain
Main Apnay Banday K Guman
K Saath Hota Hoon
Jab Wo Mera Zikr Karta Hai

Chunancha Agar Wo Apnay Dil Maim
Mera Zikr Karta Hai
Tou Mai Bhe Apni Tanhaai Main
Us Ka Zikr Karta Hoon

Or Agar Wo Kisi Majmay Main
Mera Zikar Karta Hai
Tou Mai Us K Majmay Say
Behtar Majmay Main (Farishton Say) Us Ka Zikr Karta Hoon

RASOOLALLAH( S.A.W) Ne Farmaya

RASOOLALLAH( S.A.W) Ne Farmaya
Jab Apne Liye Dua Karo
To Dusron Ko Bhi Yaad Kiya Karo
Kya Pata Uske Naseeb Ki Khushi
Tumhari Dua Ke Intezar Me Ho

Hadees Shareef 1) Lazaton Ko K

Hadees Shareef

1) Lazaton Ko Khatam Ka
e Wali Maut Ko
Kasrat Sey Yaad Kiya Karo
(Sahi Bukhari)

2) Duniya Mai Aisey Raho Jaisey Pardaisi
(Sahi Bukhari)

3) Allah Usske Chahre Ko Tarotaza Rakhe
Jissne Meri Baat Ko Suna
Yaad Kiya Or Aagay P0hancha Diya
(Sahi Muslim)

Hades-Pak Jis Ne Apni Namazon

Hades-Pak

Jis Ne Apni Namazon Ki Fiqr Chordi
Allah Ne Uski Fiqr Chordi
Allah Us Shaks Ko Abad Krta He
Jo Hades-E-Nabwi Sunk Dosro Ko Pohnchai

Fwd It Jazakallah

Ek din Aik sahabi ne


Ek din  Aik sahabi ne AAP S.A.W.W se arz kya k YAA RASOOLALLAH hum ne aap ko dekha aap se baat

ki aur aap k saath khana khaya kya hum se bhi zyada khshnaseeb koi hoga is dunya mein

AAP S.A.W.W ne farmaya k tum ne mujhe dekha aur suna to eeman laye meri aane wali ummat jo

mujhe

bina dekhe bina sune mujh par eeman layegi wo tum se zyada khushnaseeb hogi,

behtreen musalmaan wo he ji

behtreen musalmaan wo he jiski

zubaan or haath se doosra musalmaan mehfooz hai

Hadees-Pak Jis Ne A


Hadees-Pak



Jis Ne Apni Namazon Ki Fiqr Chordi

Allah Ne Uski Fiqr Chordi

Allah Us Shaks Ko Abad Krta He

Jo Hades-E-Nabwi Sun kar Dosro Ko Pohnchai



Fwd It Jazakallah

Rabi al-Awwal is the third mon

Rabi al-Awwal is the third month of Islamic Lunar Calendar and comes after Safar al-Muzaffar. Azadari (mou
ing) remains continue till the 8th of this month. The month of Rabi al-Awwal (the First Spring Season) of Islamic Lunar Calendar is well known in the entire Muslim world as Shahr al-Mawhid (the Month of Birth) of the [...]

Dunya Ki Har Fiza Mein Ujala

Dunya Ki Har Fiza Mein Ujala
*RASOOL* Ka
Ye Sari Kainat Hai Sadqa
*RASOOL* Ka
Khusboo Gulab Hai Pasina
*RASOOL* Ka
Aap Ko Mubark Ho Mahina
*RASOOL* Ka
Rabi-ul-Awal*
Mubark Ho..!*

Eid Mailad-un-Nabi Mubarak Zam

Eid Mailad-un-Nabi Mubarak
Zameen Maele Nai Hote
Zamun Mela Nai Hota...
MUHAMMAD (S.A.W) K Ghulamo Ka
Kafun Mela Nai Hota...
Eid Mailad-un-Nabi Mubarak

Ab Maula Rasoolallah SAWAW Ki

ab Maula Rasoolallah SAWAW Ki Dunyavi Wiladat Hui
Tou Us Waqt 3 Mojizay Huway:
1) Pooray Arab Mein Us Roz Asmaan Se Zameen Tak
Logon Ne Noor Hi Noor Ki Raat Dekhi
Us Ki Roshni Bohat Tez Thi
2) Kaabay Mein Us Waqt 360 But Thay
Jo Sab Ondhay Moun Gir Paray
3) Iran Ka Aatish-Kada
Jo Hazaaron Saal Se Jal Raha Tha
Khud-Ba-Khud [...]

/ () (* | | ,-"&#

/ () (*
| | ,-"”"”-,
| |,,-"""”"”"-,,
Ek Nazar Asman Pay Daal Marhaba
Chamka Mah-E-Noor Ka Hilal Marhaba
Ya
Rasool-Allah Marhaba.

unya Ki Har Fiza Mein Ujala *



Dunya Ki Har Fiza Mein Ujala
*RASOOL* Ka

Ye Sari Kainat Hai Sadqa
*RASOOL* Ka

Khusboo Gulab Hai Pasina
*RASOOL* Ka

Aap Ko Mubark Ho Mahina
*RASOOL* Ka

Rabi-ul-Awal*
Mubark Ho..!*

Maah-e-Rabiul Awwal Sharif Mub

Maah-e-Rabiul Awwal Sharif Mubarak"
Allah Kareem Is Mahine K Tufail ApKo
Sehat
Izzat
Azmat
Barkat
Rehmat
Rahat
Naimat
Aafiat
Ata Farmaey.
AMEEN..

,.*""*.*""*., *NABI(SA) K* " C



,.*""*.*""*.,
*NABI(SA) K*
" CHAHNAY*" "*.*"
WALUN KO.*""*.*""*.
* D!L * *. Se .* "*.*"
* 12 RABI-U-L AWAL*
Mubarak ho..

Rahmaton ki hai yeh raat Namaz

Rahmaton ki hai yeh raat
Namazon ka rakhye ga sath
Manwa li jia Rab sa har bat
Duao mai rakhiya ga hum ko Yad
Mubarak ho ap 12 Rabi-ul-Awal ki yeh rat.

/’\ + .+ .+ . +| | _.-’-._ .+.

/’\ + .+ .+ . +
| | _.-’-._ .+.(+ .+
| | ( ) +. +. +
“””””””””””””””’”””””
27 Rajab
Eid Mairaj-U-Nabi (S.A .W) Mubbarak Ho..